Allah pak Quran majeed me frmata hai "Tm mera zikar kro ma tmhara zikar kro ga zikar k badle zikar ka wadah" Is se pta chalta hai k jis se Allah mohabat krta hai Allah us ko apni yad dalta hai
Zra ghur kro k ap ne jo waqt ghuzara hai wo ap ko pta b nhi chala ho ga Ap itne bree ho gae ho ap ko is k bare me b nhi pta ho ga Plzz baki k waqt Allah ki yad me guzaro
Azaan r takbeer k bad kitna sa waqt lgta hai namaz k liay Isi tarh se humari namaz ki azaan b ho gai hai r takbeer b Humare pas siraf itna sa waqt hai is waqt ko Allah ki yad me guzaro