(Eid Ghazal)
Us ne kaha
EiD aa rahi hai,,
Main ne kaha teri yaad rula rahi hai,,
Us ne kaha
Eid manaO gay?
Main ne kaha
kia tum aaO gay?
Us ney kaha
rOna na Eid k din,
Main ne kaha
Rukty nahi ansOo tere bin,
Us ne kaha
udas na hOna
Eid k din,,
Main ne kaha
bara rulata hai yeh din,,
Us ney kaha kab tak na
karO gey Eid? Main ne kaha
jab tak na hOe teri DeeD,