Zindagi ka tha aesh magar
sb ki sb imthaan me guzri 
Yeh talkh haqeeqat hae
ke apki bt ko tawajh
ap ki hesyat dakh ke milti ha 
go0d aftern0on
Meri. Manzil se keh ao
musafir thak gya tumhara 
Andhere se darte thy
ab andhere men rehtey hen 
Log0n ko qadar tab h0ti hae
jab buht dair h0 chuki hoti hae 
Andhero ka musafir tha
r0shni se guzarta kyun
gham uski manzil thi
khushyun me urtarta kyun 
Sukh hi sukh dungi
yeh keh kar mukar gayi zindagi 

Namaz time 
Dil0n me utrne k lye
seery0n ki nah
balke axhe ikhlaq ki zrurat h0ti ha. 
Izat jb izato ke. Malik ne di ha
to ksi ke bura chahne se kya farq parta he
Insaan gair0n se mili izat
or apn0n se mili zilat
kbhe nahe bh0olta 
Aye zindagi buht g0r kya he tjhpe
tu rangeen khayal0n ke siwa kuch nahe 
Aankho se gire aansu
our nazr0n se gire log
kbhe utha nahe karte 
Adab kijye hamari kham0shi ka
apki munafiqat ko chupaye phirti he 
Munafiq jb ksi ko girana chahta hae toh
unko dhaka nh dyta balke sahara dyta ha 
Meethy log0n se mil kar mene ye jana
karwe log hamesha sache h0ty hen 
Agar 100% hise kiye jaye
99% his0n ki haqdar. Maa he 
Mhb sunye plz
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain