"kisi din hum bhi dob jaengy es sorj ki tarah,
Phir tujhy rulaye ga ye rat ka mnzar ,,
(khush fhmi meri()πππππππ
Musafatyn lmbi thi ya
,zindagi ny thaka dia,,,
Tujhy kaya kahyn aye hum nafas,,,,
Kis dukh ny hmy rula dia,,,π
"meri talash ka jurum hai ya meri wafa ka qasoor,
Jo dil ky qareeb aaya wahi bewafa nikla,πππ
,jatn lakh krti hun
Hnsi laun mai chehry par,
Magar teri muhabbat ki kmi
Hmesha mat deti hai,π
"kya ye kafi nahi
Tere bad bhi
Wqt kt ta rha,
Din guzrty rhy,
"jub dil totta hai to hr koi khta hai,
Koi bat nh tumhy essy zada acha milyga,π
,pr koi ye nahi smjhta,zrurt achy ki naho hoti,
Uski hoti hai,
Jisse muhabbat ho,ππ

,sanso ka tot jana to aam c bt hai
Jahn yar chor jaen mout to usy khty hain,
mnzilyn bichr gaen
Rasty bhi kho gye,
Aye phir na lout ky,jo dewany
Hogye,
Aub aetbar nahi krna,intezar nh krna ,π
,hd se bhi zada tum kisi se piyar nahi krna,ππ
"πapny labo ki hnsi ayeeee kash dedu tujhy ,meri khushi ly ly tu gum apna de dy mjhy kash hoti tmhy mere dil ki khbr tm sath hoty agr ,
Oo sanam oo sanam ,kash hota agr ,tum nibha jaty ye zindagi ka safar hum bhi tnha na rehty u hi umr bhr ,tum sath hoty agr,ππ
oo sanam oo sanam ,
Kash hota agr tum nibha jaty ye
Zindagi ka safar hum bhi tnha na rhty u hi umr bhr ,
Tm sath hoty agr,tum sath hoty agr,π
Oo sanam oo sanam,
πitni mjhy hai khbar tnha bikhar jaungi ,teri tmana liye mai kuch bhi krjaungi ,
Kash hum ko bnalyty tm hmsafat tm sath hoty agr tm sath hoty agr tm sath hoty agr,,.π
"muhabbat krny waly bry nadan hoty hain,
Hasil kuch nahi hota magar bdname hoty hain
'"sath chorny walo ko to aek bhana chahiye,
Wrna nibhany waly to mout ky drwazy tk sath nh chorte
"jo na nibha sky rsm e muhabbat,
Usy khdo ky kisi ky jzbato se khela nahi krty,
"mujhy bhi sekha do bhol jany ka huner,
Mujhse rato ko uth uth kar roya nahi jata,ππ€
"bichrna azyat haii
Yaden tkleef deti hn
Reh reh kr tmhara hi khyal aarha hai,
Tumhi yad aarhy ho ,
I miss u so muchπ
"phly log mrjaty thy roh bhtkti thi
Ab rooh mrjati hai or log bhtkty hn,,π
"aek din meri ankho ny bhi thak kar mujhse keh diA,
Khuwab wo dekha kro jo pory hon,
Roz roz hum se roya nahi jata,
"hogai ho koi bhol to dil se muaf krdena,
Suna hai,sony ky bad hr kisi ki subha nahi hoti,,
,mujhse bichr kar aub wo khush rehta hai
Afsoos ky many uski khushi cheen rkhi thi,π
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain