Tanhai raSs agai hai mUjhy π₯
Ijazat hai chor jaunπ
zinDagi us Qubristan ki tarha hai π
Jahan log to bht hai MAgr apna koi nh π₯π₯
Kch bhi bacha nh kehne ho haar bat hOgAi "Ahmer
Aoo sharb piyein raat ho gyi π
Raat ki tanhai Mai Aksar yeh sochta rehta hnπ
Mohabbat "Dua hAi "saZa hai "jaZa hAi yeh "gunaah hAiπ₯
Eik raat wo gya tha
Jahan bat ruk k
Abh tk ruka hua hn
Wahin raat roke kπ₯π₯
Lagya Dil bht pr Dil laga nhπ₯
TEry jaisa humko koi Mila nh
Lagya Dil bht pr Dil laga nhπ₯
Zamany bhar ki bAtain unsay keh de joh kehna chahiya tha wo kah nh
Lagya Dil bht pr Dil laga nhπ₯
Wo sach Mai pyar tha yeh bachpana tha Mohabbat hOgAi thi kyaa pta nh
Lagya Dil bht pr Dil laga nhπ₯
Wo mUjhy ko lag rha tha pyar Mera wo jaisa lag rha tha Wasa tha nhππ
Most hurting lineππππ
Asalam 0 Alaikum
Kasy ho sab ππ
mUjhy ubh dAar NH lAgta kisi k door jany Taluq tooth jany say kisi k rooth jany say kisi k
Maan jany say mUjhy ubh dAar NH lAgta kisi ko azmany say kisi k azmany say kisi ko yaad any say kisi k bhul jAny say mUjhy ubh dAar NH lAgta π€«π€«
Dosron ki choti choti bataon k khyal rkhna say
Bari Bari Mohabbaten janam lyti haiπππ
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain