Raat ka akhri phr tha mjh s chand n Kha hamnashen alvida mjhe neend arahi he Kal milenge isi jagah mein sun k Muskura dya usko batla dya Jane wale lootte nh tum nh aaaouge mjhe he yaqeen Meri bat sun k wo ruk gya aur phr khne lga Tujh s wada krun aur poora na karun Aesa mumkin nh sun mere hamnasheen Mein chand Hun insaan nahi
Ya khuda mjh pe aik ahsaan kar de Har khushi mere Pakistan ke Naam karde Uske lye agar Kisi ki jaan chahye Tou us pe qurbaan sare siyasat Daan krde πππ
Teri duniya mein ye manzar q he Kahin masjid tou kahin mandir q he Jb duniya ke rehne wale Tere hi bande hein ya rab Tou phr koi badnaseeb Tou koi muqaddar ka sikandar q he Zπ₯
Aag Jo dil mein lagi he Use zamane mein laga dungi Aag Jo dil mein lagi he use zamane mein laga dungi Uski baraat chali touuuuuuuπΏπΏπΏπΏπΏπΏ Masha Allah smart Hun Doosra pata lungi πππ
Muhabbat kia h jana Chalo tum ko btati Hun Jahan tak mein samjh Pai wahn tak hi btati Hun Muhabbat asmano se utarti aik ayat he Mere rab ki inayat he Kahin le jaye Mosa as ko tajjali rab ki dikhlane Kahin Mehboob SAAWw ko arshon pe apne RAB se milwane Kahin pe ahriyan ragre to zamzam phoot parte hn Nazar karde Jo pathar par to pathar toot sakte he Kahin beqais hoti h kahin farhaad hoti he Kahin sarsabz hoti he kahin barbad hoti he
Acha tou bohat guroor he tum mein ise zara sambhaal k rakho Acha tou bohat guroor he tum mein ise zara sambhaal ke rakho Aur Mar jaungi mein tmahare binaπ₯π₯π₯π₯π₯π₯ Chalo ye weham BHi Paal ke rakho ππππππ
Aik din jab hwa ishq ka ahsaas unhen Wo Sara din hmare pass a kar rote rahe Aur hum BHi itne khud farz nikle yaaro Khud ko band kr k kafan mein sote rahe π€π€π€π€π€