Damadam.pk
Aimankhan_33's posts | Damadam

Aimankhan_33's posts:

Aimankhan_33
 

Afzal h kul jahan se gharana Hussain AS ka
Nabiyou ka tajdaar h Nana Hussain AS ka
Aik pal ki thi bas hakumat yazeed ki
Sadyan Hussain AS ki hn zamana Hussain AS ka

Aimankhan_33
 

Sir btao .1869 m kia hwa tha
Student . pta nh sir
Sir. .1869 m quaid e azam paida hwe the
Sir ...acha btao 1873 m kia hwa tha
Student ..sir quaid e Azam 4 saal k ho gaye the
😂😂😂😂

Aimankhan_33
 

,,sajda ishq ho to ibadat mein Maza ata he
Khali sajdo m to dunya Basa karti he
Log khte hn bs farz ada krna
Aesa lgta h jese koi qarz lya ho rab se
Tere sajde hi kahin tujhe kafir na kar dein Iqbal
Tu jhukta kahin aur
or sochta kahin aur he

Aimankhan_33
 

Tum hmein bhool jao ye tumhari marzi
Tum yaad the
Tum yaad ho
Tum yaad rahoge
Yaad rakhna