Damadam.pk
Aizamughal's posts | Damadam

Aizamughal's posts:

Agr Allah pathr se chashme nikaAL sakta hai to wo humain Mushkil waqt se bhi nikaAL sakta h... Bat sirf mukammal yaqeen ki h.. πŸ’“πŸ’žβ£οΈ
A  : Agr Allah pathr se chashme nikaAL sakta hai to wo humain Mushkil waqt se bhi - 
Aizamughal
 

Faslon ne nahi...
Khamoshiyon ne torha haiπŸ’”
#MH#

Aizamughal
 

Achi kitabain or sachy dil
Har kisi ki samjh main nahi aaty. .πŸ”₯
#MH#

Aizamughal
 

Ap ka kirdar aisa hona chahye
Logg ap ko block nahi search kare..😍
#MH#

Aizamughal
 

Muskura , kisi se dill laga ,Orr toot jaπŸ’”
#MH#

Aizamughal
 

Bohat qareeb a kar btaya uss ne
Door aise jate hain πŸ’”
#MH#

Aizamughal
 

Ap k Khayal main zindagi ki sab se khobsurt or qeemti chez kya hai..??
#MH#

Aizamughal
 

Mehboob aik hota hai
Or aik taqseem nahi hota❀
#MH#

Aizamughal
 

Wajood kirchi kirchi kar k bola jata hai- - - - Khush RahoπŸ’”πŸ’”πŸ’”
#MH#

Aizamughal
 

Mujh se pocha gya mohabbat ka..
Meri awaaz he nahi nikli. .πŸ’”
#MH#

Aizamughal
 

Raat bhar ki ghehrii neend k lye din bhar emaan dari se jeena parta hai. .πŸ’”
#MH#

Aizamughal
 

Mazzi k do chaar dino me cheen li hansi meri
Ab haal main,mera haal,filhaal na pocho. .πŸ’”
#MH#

Aizamughal
 

Raat k andheery main Jab dua mango to lagta hai Allah sirf or sirf mera hai..πŸ’žπŸ’–
#MH#

Aizamughal
 

Kitna aasan hain na kehna
Ye logg hote he aise hain..πŸ’”
#MH#

Aizamughal
 

Jesa socho gay na ma wesi he milon gi
Gunahgar bhi bala ki hon
Orr parsaaon ki emam bhi honβ€πŸ’œ
#MH#

Aizamughal
 

Main janti hon tumhain mujh se mohabbat nahiπŸ’”
Magr ma sirf itna chahti hon k jab tumhain mujh se mohabbat ho to tumhari talb mere dill se bahir ho..πŸ’”πŸ’˜
#MH#

Aizamughal
 

Aik bat kahon. .???
Payar nibhana aana chahye
Ho to har kisi ko jata hai.πŸ’˜βœŒ
#MH#

Aizamughal
 

La hasil he sahi.
Mujhe mohabbat sirf tum se hai...❀
#MH#

Aizamughal
 

Taluq aisa hona Chahye jiss ma aik dosry se bat karne k lye tarpna na pare. πŸ’”
#MH#

Aizamughal
 

Badl liya hum ne apna andaz_e_mohabbat..
Yad to har pal karte Hain magr tang karna chorh Diya.πŸ–€πŸ₯€
#MH#