Damadam.pk
Aizamughal's posts | Damadam

Aizamughal's posts:

Aizamughal
 

Gile shikwe nahi!
Ab sirf Khamoshiyan 🀐πŸ₯€
La Hasil Mohabbat#πŸ₯€

Lamha-e-fikriya πŸ”₯πŸ₯€
A  : Lamha-e-fikriya πŸ”₯πŸ₯€ - 
Aizamughal
 

Mard chorhny mai jaldi karta hai or bad mai pachtata hai..
Per ourat nahi chorhti..
Jab chorhti hai to phir pachtati nahi. πŸ”₯πŸ₯€
La Hasil Mohabbat#πŸ₯€

Aizamughal
 

Ay mohabbat mai haare hoye loggon!
Quran se batain karna seekho. ❣️
La Hasil Mohabbat#πŸ₯€

Jumma mubarak
A  : Ummedain Allah k siwa kisi se mat lagao.. Jumma Mubarak all πŸ’žβ€ - 
Aizamughal
 

Aik din tumhain mehsoos ho ga!
K mera hona kya tha or mera na hona kya hai.. πŸ₯€
La Hasil Mohabbat#πŸ₯€

Aizamughal
 

Mai pehle bht Bewaqoof thi ..
Mujhe lagta tha k koi kasam khane k bad jhoot nahi bolta..!πŸ₯€πŸ”₯
La Hasil Mohabbat#πŸ₯€

Aizamughal
 

Aana kehti hai elteja kya karni.!
Wo ahmiyat he kya jo minnoton se mile.. πŸ₯€
Aana Parst Larki#πŸ”₯

Ya Allah.. Ghaib se kuch intezam kar dy.. 
Ramzan mai madeina ka mehman kar dy.. ❣️
Aameen.. πŸ’žβ€
A  : Ya Allah.. Ghaib se kuch intezam kar dy.. Ramzan mai madeina ka mehman kar - 
Ramzan Mubarak β€πŸ’•β£οΈ
A  : Ramzan Mubarak β€πŸ’•β£οΈ - 
Good morning
A  : Allah azmaish mai zaror dalta hai per inasn ko azmaish mai bhi akela kabhi - 
Aizamughal
 

Mujhe mehngy tohfe nahi Pasasnd..
Ab agr aye to waqt le aana.. πŸ₯€
La Hasil Mohabbat#πŸ₯€

Aizamughal
 

Haar jana.!
Lekin!
Kabhi bhi apni tarbiyat na bhoolna..! πŸ’•β£οΈ

Aizamughal
 

Hamara Taluq es Nehj per pohanch gaya k..
Hum aik dosre ko Ramazan Mubarak bhi na keh sake.. πŸ’”πŸ₯€πŸ”₯
La Hasil Mohabbat#πŸ₯€

Aizamughal
 

Parh chuka furq itna..
K..
Ab koi furq nahi parta.. πŸ₯€

Aizamughal
 

Jo dil milwa sakta hai..
Wo Muqadar bhi mila skta hai. ❀πŸ₯€
BeshakπŸ’žπŸ”₯

Aizamughal
 

Hamari mojodgi agr kisi ko pareshan krti hain to hamara pecha hat jana he beht hai.. ✌πŸ”₯

Aizamughal
 

Dhokha dene walon ki Qadar kare.!
Ye bhi Ustaad ka darja rakhte hain.. πŸ‘ŒβœŒπŸ₯€
La Hasil Mohabbat#πŸ₯€

Aizamughal
 

Wo barhy ghoroor se bola..
Bhool jao mujhe...
Main bhi Nawab thi..
Kaha kon ho tum..? πŸ₯€πŸ”₯
Aana Parst Larki#πŸ”₯

Aizamughal
 

Main intehai aana parst larki hon janab..
Main ne to kabhi bat ki pehl apne man pasand shakhass se bhi nahi ki.. πŸ₯€πŸ”₯
Aana Parst Larki#πŸ”₯