Ao k chale door kc dashat may rooay....
A dil yaha roonay ki ijzat nahi milte...
sorat say ba haya hain..tu serat say be hay....
is dour k logo may sadaqat nahi milte..
daway to Hoob karte hay hamdardio k ye log...
sang dil hay on k dil may mohabat nahi milte.....
Anso mery thum jey tu fir shok say jana....
asey mein kesay jaoge barsaat bohot hai....
Humey samjney k ly koe or lehja lao....
Ye tere wah wah sey agae ki bat hain......
Os nay kaha janab tum pa marty hain....😂😂
Main nay b bola jab marna hain to pasla rako....
Os nay kaha hum yaad kiya...?? Hum nay b kaha yaad karna itna Asan hota...to aj hum nay PHD ki hoti...😂😂😂😂
saht izeiat nak ho mein....
Jaha mar jana chahay waha hans deta ho main.....
Adhori HeR kahani hain..
Yaha zoq tamasha ki...
Kabi nazray nahi rehti...
Kabi manzar nahi rehtay.
Pathan say kesi nay phocha...?
Aakhbar or radio mai kiya farak ha....patha bola bat ha samjney ki.... ab radio mein to tm roti nahi lepath saktey.....
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain