Dukh dard me hamaisha nikale tumhare khat.....Aur mill gai khoshi ti ochale tumhare khat........Sub choriyan tumhari samandar ko somp din.......Aur kar diye hawa k hawale tumhare khat........Mere lahoo me gonj raha hai har ik lafaf........Me ne ragon k dashat me pale tumhare khat...........Yon to hain be shumar wafa ki nishaniyan Lakin har ikk shee se nirale tumhare khat...........Jaise ho umer bhar ka asasa ghareb ka..........Kuch iss tarah se me ne sambhale tumhare khat..........Ahal-e-hunar ko mujh pe WASI ehtaraz hai........Me ne jo apne sher me dhale tumhare khat..........Parwa mujhe nahin hai chand ki WASI...........Zulmat ki dashat me hain ojhale tumhare khat
Na poochho kaun haiN, kyuN raah meiN lachaar baithe haiN, Musafir haiN, safar karne ki himmat haar baithe haiN, Idharpehloo se tum utthe,udhar duniya se hum utthe, Chalo,humbhi tumhare saath hi taiyaar baithe haiN....
Teri nazar meiN kahaaN barbaab hona tha, Tamaam umar yahi izteraab hona tha, Badi ummid thi kar-e-jahaaN dil se magar, Ise bhi teri talab meiN kharab hona tha... #Aking
KahaaN talaash kareiN jazba-e-sukoon-e-nazar, Ki is jahaaN me koi tujhsa doosra naheeN, Basa hua hai mere dil meiN khushboo ki tarah, Door hai mujhse magar phirbhi juda naheeN #Aking
Koi itna to aake bata de mujhe, Jab teri yaad aaye to mai kya karooN, Maine khaak_nase_man ko bose diye , Aur ye keh ke bhi dil ko samjha diya,....Aashiyana banana mera kaam tha,....Koi bijli giraaye to maiN kya karooN,....Teri soorat nigaahoN meiN phirti rahe,....Ishq tera sataaye to maiN kya karooN,...Gar khuda rooth jhaaye to sajde karooN,....Aur Sanam rooth jaaye to maiN kya karooN, ...Maine maangi thi ye masjidoN meiN dua,...MaiN jise chaahta hooN wo mujhse mile, ...Jo mera farz tha wo maine poora kiya, ...Ab khuda hi na chahe to maiN kya karooN.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain