pehle to Hamara Rab Janta hai ke hum Raees nhi Jo be Aap Keh Rahi wo hum nhi Lekan Farz kare hum hai be to Aap Kisi ko be parda nhi kar sakhty ye sakhat gunaah hai Khamiya har insan main hai Aeb be har insan main hai To Aap ko kis ne haq Diya hai Logo ke Aebo ko zahir krne ka Aap say guzarish hai hamari aisa mat kare ALLAH pak aisy kamo ko Pasand nhi karta Aage Aapki Marzi
naye riwayaty naye log na inko pata wafa ki rasmo ka na inko andaz e guftago ka saleeka ye behis ye be lehaaz na Deen na dunya ka pata Kuch bs Sirf joye Jana insan libaas main hewani tareeka #darwesh
Alfaaz ke chunao main Zara dhiyan rakhe ye Dil Tor be sakhty Aur marham ban sakhty hai lehaza ho sakhe to Jor ke rakhe torne wale to pehle he bohat hai yaha #darwesh