Jab be koi ghalti ka itraaf kare Aapni ka Aur Aap say maafi mange to Aapko Aapna zarf bara kar ke Usko maaf kr dena chahiye kio ke yaha sirf Mukhlis log he Aapni ghalti ka itraaf krty ke Aapne talauq Aur Aapko Phr say ek krna chahty hai #zara soche
Aisa kia ho sakhta hai kisi be insan ke lye jo us ke haq main uske lye sub say behtar ho jawab bohat he khobsourat hai sirf Aur sirf Rab #gunahgar ho🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aap Koshish kare Ba ikhlaq Aur Ache Kirdar wale Rahe iss say koi farq nhi parta Ke log Aapko kia kehty hai ya kia samjhty hai Aap Haq Aur Sach pe hai to Phr logo ki fikar krna chor de kio ke Aap logo ko dekhane ke lye nhi Aap khud waqai main ache hai #tarbiyat
ek request hai sub say hamare lye Agr ho sakhe to plz Dua kare sar main shadeed Dard hai Jo lagta phatne wala pechle 3 dino say Aaj had say barh gaya hai