Aaj iss Qurbani ke din Ki sunat e Abrahami be Ada kre beshak Aur Ek Aham Maqsad na bhoule ke Agr iss Pak parwardegar ki Raah main Aulaad jaisa Aziz rishta be Qurban krna par Jai to Kiya Jai Ga lekan Afsoos hum Asal Aapni pehchaan bhoul chuki hai Hamara Maqsad insaniyat Gina chahye na ke Khud parasty #ghour talab
Maan be rakhty iss ka magar wo hamare har jazby ko jhout hai samjhta that #Kuch Nhi
log to bohat basty hai Yaha iss shehar main magar dilo ki bastiya veraan hai #khamoshi
na jaiz nhi mera talauq iss say main. khayalo main be issko parda nhi krta #la hasil
kitna larty jhagarty the phr be kitna Pyar karty the #haseen pal
hum dono haar gai B's Jeet gai majbooriya #be bas
kia ye behtar nhi ke kisi ko aisy chor Dena chahye Bina Kuch kahe khamoshi say #Sadgi
Har Chez main batwara ho sakhta hai magar mohbat main nhi Q ke sub ko Aapna mehboob Aziz hai #gehrai
main Aapna sub Kuch lutane ke liye tayar ho teri ek muskrahat ki khatir #Zoq e yaar
Wo nojawan Jo kabhi kisi ke samne nhi jhuka tha jis ko Maan tha khud pe wo ab bacho ki tarh rota hai wo be Gher muhram ke liye #Aakhir Q
Zindagi ko Kha jaty hai Kuch zimadariya aisy be hoti hai #Kash makash
jaha Aapki mohbat aur jazbaat ko koi samjhne Wala na ho waha Uske sath reh ke na khud ko na Aapni zameer ko sharminda kre #Wafa
ye khud gharzi nhi balke insan ki mohbat ki inteha hai Q ke Wo chahty jisko wo chahta wo kisi aur ko na chahe siwai uske #sang dil
wo pehli barish wo pehla Gulab wo subha ki pehli Kiran wo pehla pyar wo Chandni ki pehli Raat wo pehla pal jis hum mile the #barish
rothe ko Manane ka hunar Aata hai magar Jo talauq he khatam krna chahe to phr kia kre #Sang dil
Ek Arsa guzar gaya Tere intezar main #dost
sahi tarh say andar say Tor ke log phr kehty hai hum ne Kuch kaha to nhi #dil🙏🙏🙏🙏🙏