sasty hai Yaha Chadar ghareeb ki izzat ghareeb ki mehnat ghareeb ki Haq ghareeb ka zulm ghareeb pe B's Mehga hai to Yaha insaf ghareeb ka #khud gharz zamana
khob say khob tar mojoud hai Yaha magar is Dil e nadan ko Pasand wo ek shakhs hai #na samjh sa dil
Jeet ka maza tab aata hai jab samne wala Àap say ziada taqatwar ho #zid
Khushiya dene waly bane zindagi khud he khobsourat ban jai ge #khaloos e niyat
Ek mudat hue hai tujhse mile hue ab ke bar sambhal ke milna shayad wesa lehja na ho mera
Jab maqsad insaniyat ho to phr madad waha say aaty hai jaha say gumaan be nhi hota
Mohbat be ki chahat be ki bs usko hamara har amal bs waqt guzarna he laga
Darwesh say log hai sub say salam dua rakhty hai log na jane kia samjhty hai