Tu to bohat khas tha kise ke lye kia tere lye wo kafi na tha
#wah
Khudara kise ek ke hokar rahe beshak hamare na ho
#dil lagi na kr
Rafta Rafta maloom ho raha tera mayaar tu kise ek ka nhi to sub ka hai
#wah
Socho ko badle ya phr khamosh rahe Q ke aaj kal koi be Aaby zum zum say dhula hua nhi yaha
#zara ghour kre
Mehal shesho ki ho ya phr sange mar mar ke abad insano say he hoti hai dil momin ho ya munafiq ka sub dard ek jaisa he hota hai
#zara ghour kre
Zara sabar kre bohat jald andhera khatam ho ga
#think postive
Koshish karty rahe haar mit mane Q ke Paharo say nikalne wali nadi kabhi be ye nhi pochty darya kitni door hai
#think positive
dat jai samna kre jeet Aapki ho gi ye log sirf daraty hai
#think positive
koi to mil gaya ho ga ye jo lehja badla badla hua hai koi to mil gaya ho ga
dimagh ka jawab dil ko yahe sirf dil lage chalty hai ye dunya rang hai yaha log bor ho jaty hai ek insan say ek gaya dosra aaya yaha bs ek say nhi bharta dil backup rakhty hai log ek jai dosra ho tu be sekh le dunya dari bohat kam aai gi ye baty sari
dil ka sawal q mujhe har baar tora jata ho kia mere jazbaat nhi kia main sirf lagane aur totne ke lye bana ho kia mujhe dard nhi hota?????
Tu mera meri sanso ki tarh
Main tera aam bato ki tarh
Tu mera meri khas chand rato ki tarh
Main tera bs yu he nagawar khayalo ki tarh
Tu mera Rab say mangi hue khas duao ki tarh
main tera bhouli bhatke hue musafiro ki tarh
#Ali
Na tere baad mar pay na jee pai tu ne to ek pal main chor diya usko wo tera mareez tha uska Elaaj tu tha kuch to khayal karty
#dil say dil tak
Ye zamana yaha Log aisy badalty hai jaise mosam
#wafa
Jin say dilo ke naty hoty hai un say kabhi nafrat nhi hoti chahe wo hamain bhoul he jai
#hamesha ho us dil main
Waqt dhalta ja raha hai zara ghour kre Aap bare nhi din ba din choty ho rahe ha
Log sirf Alfaaz ki likhai parhty hai jazbaat nhi
#koi tha
mohbat unko be shadeed thi hum say mohbat humko be shadeed thi un say magar hum dono ki mohbat har gai uski Ana jeet gai
aur hum ne sub Rab pe chor diya Q ke Na hum na Hamary jazbaat yaha kisi insan ko kabhi samjh aai ge
#Mazrat Aapka naam nhi le sakhta
ishaq e ghamai hussain se doulat na mil sakhe jannat mili thi mujhko faqeero main bant de
#behlool dahnah
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain