Damadam.pk
Aliya's posts | Damadam

Aliya's posts:

Aliya
 

umar itnii nhi thi jitna hum ne sabaQ sikh liya haii.

Aliya
 

Umro ne ki hai celandaron📆 se cherh khani woh khelne🎴 wala sunday ab fikron😛 me guzar jata hai💯

Aliya
 

PLZ AP SB SE REQUEST HAI MERE PAPA KELIYE DUA KIJYE ALLAH UNHEIN LMBI ZINDAGI OR SEHAT DEIN

Aliya
 

so dosto se woh aik dushman acha hai💯 jo dil me nafrat tu rakhta hai maghar munafqat nhi rakhta🔥

Aliya
 

dosti insaan ko bai itebar bna deti hai

Aliya
 

naseeb ka lihka mil kr hi rehta hai kb kha kaise yeh mera rab hi janta hai

Aliya
 

aik cheez zindagi me hamesha yaad rakhna sarak kitna bhi saaf hu dhool hu hi jati hai insaan kitna bhi acha hu bhool hu hi jati hai jo log ache hu gye woh sath de gye or jo log bure hu gye woh log sabaq de gye

Aliya
 

log tuhfe me qeemti gari de dete hai maghar apne payaro ko apna waqt nhi de pate

Aliya
 

qadar krna seekh lo q k na zindagi wapis ati hai or na zindagi me aye hue log aj nhi tu kl yeh ihsaas ho hi jae ga use k naseeb walo ko milte hai fikr krne wale maa baap

Aliya
 

insan koi bhi perfect nhi hota balke dar haqeeqat mamla yeh hai k aghar lagao ho tu hum khubiyan talash krte hai or baizari hu tu khamiya ☺am a right friends☺

Aliya
 

advnce eid ul adha mubarak all friend's

Aliya
 

dosti kabhi khas logo se nahin hoti jinse ho jati hai wohi log zindagi me khas ban jate hai

Aliya
 

Paisa sirf jeene keliye hota hai hansne keliye tu hamesha dosto ki zaroorat hoti hai

Aliya
 

ya allah ramadan ja rha hai kya pta phir ramadan naseeb hu ya na hu hum sab ke gunnah maf frma ameen

Aliya
 

phool tou buhat hai maghar gulab ki bat hi or hai mahine tu buhat hai maghar mahe ramadan ki bat hi or hai

Aliya
 

itebar woh tarafi hai jise jeet kr log tor dete hai😕😕

Aliya
 

khof e khuda ka dekhna hai tu muslman ka dekh jo roze me wado ka paani mu mein le ker bhi peeta nhi hai👍

Aliya
 

koi insaan khud kamosh nhi hota waqt or halat use aisa bna dete hai toota hua trust or guzraa hua waqt kabhi wapaas nhi ata bachpan me jis andhere se dar lgta tha ab wahi andhere me sakoon milta hai

Aliya
 

waqt sikha deta hai insan ko jeene ka hunar phir kya naseeb kya muqadar or kya hath ki laqeren👍

Aliya
 

woh log aksaar badal jate hai jinhe had se zyada waqat or izat dete hai 👍👍