Damadam.pk
Alizey13's posts | Damadam

Alizey13's posts:

Alizey13
 
Alizey13
 
Alizey13
 
Alizey13
 

In jannah we don't have to wash dishes 😉

Alizey13
 
Alizey13
 

Mohabbat karne wale do kisam ke hain ek mohabbat karne wale Bahadur hote hain ek mohabbat karne wale Buzdil hote hain kuch Buzdil hote hain mohabbat karte bhi hain per uska izhar nahi karte kuch Bahadur hote hain unhe mohabbat karni bhi aati hai aur btani bhi aati hai mohabbat paband honi chahiye shariyat aur sunnat ki ALLAH ki riza ke liye honi chahiye lekin Rasool ALLAH Sallallaho Alaihi Wasallam ke paas ek shaks ne kaha tha na ke Hazoor mujhe us bande se mohabbat hai to Hazoor ne farmaya uth ja usy bata ke aa usy bata ke aa ta ke woh bhi tujh se mohabbat kare.

Alizey13
 

Utho beta sehri karlo se le ke uthy Ammi sehri ka time ho gaya he kab hum bare ho gay pata bhi nahi chala🥺

Alizey13
 
Alizey13
 

Subhan ALLAH hi wabi hamdi hi agar aap is ko din main 100 dafa padhain gay to ALLAH ke yahan Qayamat ke din aap ko sab se zyada sawab mile ga Rasool ALLAH Sallallaho Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaks din main Subhan ALLAH hi wabi hamdi hi padhta he uska sawab Qayamat ke din sab se zyada hoga siwaey us shaks ke jo 100 se zyada bar Subhan ALLAH hi wabi hamdi hi padhe.

Alizey13
 
Alizey13
 
Alizey13
 
Alizey13
 
Alizey13
 
Alizey13
 
Alizey13
 

Sheikh was saying,
What is a practicing Muslim and What is a non practicing Muslim.
If you say,
kya practicing Muslim jo hota hai woh kon hota hai us se gunnah nahi hote hote hain non practicing Muslim konsa hota hai non practicing Muslim bhi woh hota hai jis se gunnah hote hain phir dono main fark kya hai is ko hum ye kyun keh rahe hain ye practicing Muslim hai is se gunnah hota hai to ye realise karta hai ke ye gunnah he jo mujh se ho gaya hai aur woh tobah ki taraf jata hai aur ALLAH usko maaf kar dete hain aur woh phir ALLAH ki protection main safety main aa jata hai ye practicing Muslim hai non practicing Muslim woh hai jo ke bas katra ja raha hai flow main chalta ja raha hai ALLAH se dur hai koi relationship nahi hai.

Alizey13
 

Oh ALLAH,heal our hearts and minds this Ramadan.Ease our suffering and allow us to see the blessed nature of this month.I pray that we are all able to thank you for showering us with your mercy and protection.May every soul reading this have their prayers answered Aameen sum Aameen.

Alizey13
 

پتہ ہے اچھا انسان کون ہے اچھا انسان وہ ہے جو اپنی غلطیوں پر اکڑتا نہیں ہے جو خود کو باقی تمام معاملات میں خود کو سہی اور باقی تمام کو غلط سمجھے جو سوری کرنے کو اپنی توہین سمجھے اپنی انا کا مسلہ بنا لے وہ اس درخت کی مانند ہے جو اکڑا ہوا پھل سے محروم دکھائی دیتا ہے کامیاب اور اچھا انسان اپنے انسان ہونے کو تسلیم کرتا ہے کہ میں تو انسان ہوں میں تو غلطیاں کروں گا اور اس کی خوبصورت مثال ہمارے سامنے ہے کہ حضرت یونس علیہ السلام نے کیا کہا لاالہ الا انت سبحانک انی کنت من الظالمین کہ یا اللہ تو تو پاک ہے تجھ سے تو غلطی ہو نہیں سکتی میں تو انسان ہوں میں تو غلطیاں کروں گا تو انہوں نے اپنی غلطی کو تسلیم کیا اپنے انسان ہونے کو تسلیم کیا تو سوری نہ کرنا آپ کو بے چین اور بد اخلاق کر دیتا

Alizey13
 
Alizey13
 

As a husband your responsibilities to your wife you took her from her family, you took her from the protection of her parents.
She had a wedding,she had a father and his job was to make sure she stays happy,safe,she's not insulted or humiliated.
She's protected all forms of abuse,physical,emotional,
spiritual.
All kinds of abuse.
That was the father's role.
And when you signed that nikkah and when you said you agree,then all of those roles were shifted over to you.
You're supposed to be as protective of her; even more so actually than her father was, because your relationship with her actually even goes further.
She's even the mother of your children.
There's more here and so you were supposed to be a shield around her.