bivi ko dekh kar he shoar Ro para bola khuda k liye mujhy maaf ki jeyi jo chahi mujhy ko es khata ki jo saza dejyi apna galtiyo py wo sharmida ho para shitan sy wo .ALLAh. ka banda ho gaya tubha meri kabul kar aiy khuda mai bhi pharo gaa aj sy har Waqat ki. Namaz ..dozak ki aag sy kis ko kiya jalai gy.jis k mathi py likhi ho namaz
janat mai likar jai gy namaz ki Adat
larki ny namaz sy jab salam phera jab nazar ki udar bacha ki lash dekh kar dil bhaar aya shoar ny bivi ko dekha gussa sy or ye kaha tu hee bata namaz ka ye sila kiya mila shoar ny bola bacha ki jan leli hai namaz ny tujh ko saza dedi hai namaz ny wo dono hath bandhi thy khari musli mai shoar k taniy sun kar bijhli thy ger pari ALLah k taraf apny hath thy uthai huwai Ankho sy us maa k Asu nikal pary to musli py ger pary ya rub tu mera namaz ki lajh bacha le sujh day mai rasol pak ka mujza dekha dai asman mai andhira sa chaa gaya bejhli karak uthi or badal rhimat.ka.bharas pary shoar Acha ho gaya.bacha cheek utha bacha ja k maa k gud mai machal para maa ny galy laga liya piyar kar.liyaa ALLah.k.huzor k age sujhda ada kiya
larki boli ye khel hai bura jova haram hai par wo na mana ghenay sub bechny laga kuch din bad chand jisa beta huwa peda beta ko maa ny paya to kuch ghum halka ho gaya gurbat mai guzar gae youhi 3 saal shoar bivi Ka Naa bachy ka tha khayal mushkil mai Kam ati hai takat namaz ki Aiy momino suno karamat namz ki ek rat wo tandor jala ny ko jab uthi azan jab hui wazu kr k jab wo musli par khari hui wo ladla ruta huwa aya age sy wo guzar gaya jalty huwa tandor py wo bacha ger gaya bacha ki cheek sunta hai shoar bhi aagaya manzal ye dekhty hai tarap ye gaya bacha ko jalta dekh ky Ro para tandor sy bacha ko hai nikala hath dono usky jal gae thy cherha jhulas gaya sajde mai maa pari thy bacha gaya tha mar wo namaz mai thy maa ko khabar tak na thy
ek waqiya sono tumko namaz ka ek mojza batati hun namaz ki deliy main ek larki bari hunar thy serat mai bari nikdar thy ghar ghar namaz ja k bacho ko wo Sekhati tasbi kiya karti thy har waqat khuda ki khati thy khizmat ka sabak deti hai Namaz shitan ko bana lati hai insan banda wohi hai jisko chahat hai namaz ki ek sehar ko khel gai gali meki sy duli utha gae dohli aagae sasrulal shadi ki rat ko bhole namaz ko shohar sy bola hai waqat fajar ap bhi pharo namaz har hal mai namaz musalman mai faraz hain jab tak ye Zindagi hai khuda ka karz hai bola nàmaz sy koi fida nahi phir jhuk rhay hai tu apni ku ye Dil mai nahi thy usky mohabbat namaz ki Dil par ek or chot lagi jab pata chala Shohar wo krta hai jovaa boli wo larki jova haram hai ye khel
khud ko jeetna badal sakhthy
thy badal liye
ab jisko Shikayaat haai wo
Rasta he bad le✅
B0th Himat Waly Hun Per Kabhi Kabhi Her
Jati Hun Kuch Batein Sun k ... Kuch... S -
niyat kitni bhi achi ho duniya tumko tumary
dekhawa sy janti hai Aur dekhwa chahai kitna
bhi acha ho ALLah tumko tumary
niyat sy janta hai
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain