,"Tumhra Masla Kiya hai."
Mujhse Har Shakz Ruth jata hai
Humra Hona Bhi Aik Masla hai
Meri Okat nahi ya ALLah k
mai Shekayat karu Galti bhi
meri hogi
Ya ALLAH Sabar Day har apna
Mumin ko ameen
Ab dard humse aur Dard Humse
juda Thorae hai
Batin Sare Dil pe Dafan kar k
khamush Rhina pasnd hai Mujhe
Shoq hi nahi Raha khudko Sahi
Sabit karu jisne jisa Samjh
liya Wese hai hum....😥😑
kiya kaha Apne rang rang k log
Dekhe Or humne ek shakz mai
Sari rang dekh liye....
ya ALLAH...
kuch es taha se Sauda Kiya
waqat ni Mujhse,Tajurbe.Dekr
.
woh Meri Masoomiyat.legaya...
khuda hafizz😶
Apni kiya Fikar karin.hum Zinda
hai.wahi Kafi hain...
Ya ALLAh khair kar Sabar de
subko
A@mirAziz chachu kia samjhta
theko gatiya