Kuch Salo Bad Na Jane kiya Sama
hoga Na jane Konsa DOST kaha
hoga. phir Milna huwa toh Mele
ge Yado main.jisy Sukhy Gulab
meltei hai KeitAbo main....


WO biek Chuke the jab huMm
Kharidne k kabil hui.
Zamana beet Chuka tha galeb
Hume Ameer hote huvi
batin Nahi hoti toh .
Kiya huwa Aj b Aziz ho Always..
ALLAH pak farmaty hai har Chez
ke liye Mujhe yad karo
Agar wo tumhare haq mai naa bhi
hui mai usy bhetren bna k ata ..
karu ga
haan Ab Badal gaya hai Sub kuch
ab kisi k chale jana se Zindagi
Adhuri nahi lagti koi Bhehat
khass tha.wo badal gya toh kiya
huwa kisi k badal jana se
khud se nafrat Nahi hoti
hirat nahi hoti narazdi nahi
hoti kisi k wado par.bharosa
krna ki himat nahi hoti.
ye subha se sham aur sham se
rat ab waqat pe ho jaya karte
hai kisi k rokna se ghare ki
soiya nahi rokti.deer Se Sekha
Magar.kisi k Chala jane se
zindagi Nahi Rokti..😉
humne sehna Sekh liya.
Kuch naa khena Sekh liya
bolte Toh Baat Aur begar jati
is liye chup rhina Sekh liya...🤐
insan ko dard kab hai jab wo
koi khawab dekhta jo wo pora
jab nahi hota
duniya ka acha tofa waqat hota
hai agar waqat apko koi deta
hai to kadar kro kyun ki.
wo apko wo pal detey hai
zindagi ka jo kabhi lot kar
nahi ata..










submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain