Ya ALLAH. pak har koi namaz phary naseb krna quran pak ki tilawat kry hum sub umra har kisi ko jana naseb ho har insan ko kol jan ko seda rasta dekha sabar day tofik ata farma har kisi ka naseb acha kr garebo k madat farmana ya ALLaH hum sub gunagar ko maf farmana hum tumsa magna wala hain beshak tu Dena wala hain tu Rhem krna WaLLa hain Har insan k Jaiz dua kabul farmana Ya ALLah jo mushkilat main hain unki mushkaly dhor farmana jo safar mai hain unka safar asn krna hum sub k maabaap ko sehat bari zindagi ata krna ameen ya ALLah hum apna mabap k izat kry har insan dosra insan k izat kry ameen burai su bachna gila gibat asad girat sy bachna kol jan ko ameen humhy magna nahi ata tu samjhna wala hain ya Rab nabi ko umat ko bashkna ameen.