SAb ko yahe kahna Hai Ma Koch nahi kahti is ka ya Matlab nahi k ma Koch kah nahi sakti Is ka Matlab ya Hai ma kutuu k mu nahi lagti Kechar ma hum giry ya kechar hum par giry dono ma hum hud ganday hoo ga Agree..
Assalamualaikum Yaha pa SAb ko lagta Hai k ma Koch nahi kahti koi jitni Marzi gandi ya galat bat kah day kabi Koch nahi kaha Shyad un ya nahi pata k agar kise urat ko galat ya gandi bat bolo ga tuh wo SAb tumhre bhan bati maa saath ho ga Mara chup rahna un k apnay Liya azab Hai wo aoni bahnoo ki batyuu ki ma ki izat ko hatary ma dal rahay kiyu k Allah SAb dakh raha hai har larki ak jasi hoti Hai ma ho ya kise or ki ma Bahan ho Koch log bahn bana k b izat lot laytay Hain Koch bhan na b ho izat daytay Hain .... Allah Hafiz