Teri makarian teri chalakian
Bohat khush ha wo muj sa dour ho k.@qs
Muj sa bichar k in dinun kis rang main ha wo
Ya dakhny raqeeb k gar jana chahiya
Ab b a jao kuch nahe bigra
Ab b hum intzar karty han
Lakh narazge hoti wo jo mera hota to hota wo mera.@qs
Mujay dany ko jin pas waqat na tha
Online meray bd wo subo sham rahty han.
Yad meri un ko b ati to ho ge
Rang dil ki darkan b lati to ho ge
Ya dil tum bin kahen lagta nahe hum kya karan
Ha kahan ka irada tumara sanam
Kis k dil ko adaoun sa bahlao gay.
Sach batao k is chandni raat main
Kis sa wada kia ha kahan jao ga.
Hum ny chahay thay faqat kuch pal
Bin chahy mil gay kisi ko har pal
Bari dunia main khud ko tanha pao ga jb hum nahe hun ga
Akaly tm kahan tak jao ga jb hum nahe hun ga
Dakh kar tuj ko main je lun ga
Tu na sahe tasver sahe je lun ga.@
Mujay chor jany waly teri tasverain kahan rakhun
Badal gai ha dil ki duniya
Badli ha jb sa ya duniya.@queen
Ab to wo b nahe raha mera@
Dakho tum kashmir ko zulam ki tasver ko
Yad teri ati ha
Kahan ab wo mera ha
Usay mil gay chahny ko bohat.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain