Dard e sar💆
Qaraz b ak maraz ha dua karo khatam ho jay ksi tarha.
Apni kahe bat doharana mushkil samaj k log taluq tor jatay han.
Hum ny phoolun ki khawaish main
Muhabbat kantooun sa ki hai
Lutt k gin gai chain jigar da
Akh kajly di daar wali
Tu ha harjai to hamara b toor sahe
Tu nahe to aur sahe aur nahe to aur sahe.
2 number

Rahay wo khush aurun k pas meri bs yahe dua ha
Har bar naya joth nayi tasali
Aj to jan e lia wo waqai badla ha.
Jo bat chupani ho usay shuru b mat karan.t
Muk gay cgrt muk gai btry by
Is tarha to hota ha is tarha k kamoun main
Q udas phirtay ho sardioun ki shamoun main.alone but happy
Ab ki bar tuj sa nahe
Main roth gaya hun khud sa.aloneeee
Sud bud apni khoo batha hun
Janay kis ka ho batha hun
Ab usay main boj sa lagta hun
Jub chor kar gaya mujay nadan to na tha
Rasmam he aa kay pochta farooq hal e dil
Kuch is main us ki zat ka nuqsan to na tha
Thien jin k dum sa ronaqan shahroun main ja basay
Warna hamara gaun yun veeran to na tha
Dil k muamlat sa anjan to na tha
Is gar ka fard tha koi mahman to na tha
Jay tu akhiyan da samny nai rahna tay beeba sada dil mor da
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain