Eligance
Kash humary hukmran dalar hotay achy paky emam waly muslman hoty kitna maza ata hum kafiroun sa ladty is yaqen pa k hum shahed hun ga wo humain la k nikalty islam pa mar mitty.bri hasrat ha hum pa koi a6a muslman hakim ay jo hamain duniya nahe akhrat kamany ka hunar sikhlay murda qoum ho znda kary deen pa lagay.wo 1400 sal purana nazam lay aj hum log advance to bohat ho gay magar hum darpok ho gay.wo log advance byshak na thay magar ALLAH k nam pa mar mitty thay dolatan lota daty thay aj na hum dolat daty han na jan lakin afsos phr b hamain marna ha hmain to moat ani ha.gazwa e hind ka imtihan abi baki ha.kashmir
Hamain daad ki talab nahen
Hamain haq-e-bayan daa do.
Ay khudaya lota da kashmir dobara
Kashmirun k sath yakjahte k msgs aty han hansi ati ha.mera sawal GOP sa kya msgs sa bika hua kashmir by gunah shahed kia gaya muslman mard aurat bchy buray jawan aj b hindun k zulm main phansy log azad ho jain ga q darty ho marnay sa q bs duniya ko mehbob bnay bthay han sb k sb.aray kashmir na sahe wahan k muslman to wahan sa la laty q hmari rohan nahe kanpti q hum duniya main phans k rah ga.akhir to moat ha
Kashmir tera husn hua dard ki tasver
Ansu han teri ankh main
Pairoun main dard ki zanjer kashmir kashmir kashmir
Ap ki yad ati rahe raat baar
Puri wadi ko maqtal bnay hua
Nojawanun k lashay geray hua.kashmir
Yaad hain tumko sarun k dukh
Mera dukh q yaad nahen
Kashmir jal raha ha
Ktny darpok hukmran han hm pa qabiz
Darty han awam e kashmir ki azadi sa
Ab to ya azad ha duniya
Phir q main azad nahen.kashmir
Ap magror ho na tk raho isi sath
Jo chal na sakay wo sath kasa
Dil dariya hona chaiya
Apny mazay main mast ha wo
Kash wo mil jay
Jis sa main kah b nai sakta
Mujay tum yad atay ho
Jo socha na tha wo honay laga
Dour jo jana chahty ho to soch k jana
Aj samaj a raha kitna bybas ha insan
4 ki ijazat ha magar mjy 1 b nai mili ab tak uf
Mujay meri dulhan mil jay
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain