Kho gaya ha wo muj sa
Jany kahan gaya ha muj sa.
Aur sunao koi
Taiz barish
Yad aya mujy to tanhai sa b pyar hua tha
Main ny dour tak jana tha
Us ny rasta he badal lia
Kis ny kaha gareeb hun
Meray pas bs paisa nahen.
Kabi is ka kabi us ka kabi mera Mohsin,
Tu ny husan ganwah dia tijarat karty karty.
Phir meray samny usi ka zikar
Ap kay sath masala kya haiiii.
Jo dil sa utar gaya wo utar he gaya.anikhan
Kon jeeta ha teri zulf k sar honay tak
Koi to hota jo bs mera hota
Koi apna nahen hua log to time beta k chal diyay
Meray pas tum nahee ho koi b nahe ha
Wo meray sath sath rahe r phr apna sath tak na diya.
Aj bohat rola ha
Ik to sajan meray pas nahe ray
Dujay milan d koi aas nahe ray
Hum thay jin k sahary
Wo hua na hamary
Chor dia hum ny marzi k malik logun ko un ki marzi pa.
Jasa b tha wo mera tha hay main kya smjta raha
Kash mujay tm mily he na hoty
Kash main hamesha jaisa tanha hota
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain