To lehaza apne Ass pass dekho kahi koi gareeb bhooka na ho is lockdown main uski madad kro or madad krne k bd duniya ko na bataio or dekhaio k main ne ksi ki madad ki h bs yeh socho k Allah ne dekha mujhe us k bnde ki madad krte howe or wo razi hojaye bs mujh se... Bs Allah hum sb per apna reham o kram kre hum is corona virus jsi waba se mehfoz rkhe or hashir main sharminda hone se bachaye Ameen Ya RalAalamin Allah hafiz stay home and save your life be happy take careπππ
Zati Alfaz π Baiz dafa insan kafi pur sokun or khush hota h q k usy yqeen aajata h k us ka Rab us k sath h dil mutmain hota h har chez se bekof hota h or us bekofi k aalam main wo kuch na kuch galti kr hi bethta h k us ka Rab us se narz hojata h or wo ruswa o pereshan hojata h lakin phir jb wo Allah k aaghe jukta h or maafi mangta h to Allah us se yeh nhi kehta h q aaya h galti krne se phle sochna tha q ki galti yeh sb nhi kehta bs apne bnde ko maaf kr deta h or phir usy wo sokun mil jata h or Allah kbi insan se us ki bardasht se ziyada nhi aazmata us ka rizq kbi nhi chhenta Allah har insan ko us k hise ka rizq aata krta h or jo Allah ko razi kr ly wo kbi har nhi skta kbi besokun nhi hoskta.... Jari h