Damadam.pk
Arahan+Hamza's posts | Damadam

Arahan+Hamza's posts:

Arahan+Hamza
 

https://www.facebook.com/share/r/17wnsJu7Uh/
Happy new Year 2026 everyone

Arahan+Hamza
 

assalamualaikum happy new year sb ko advance me Allah pak nahy saal sb ko bhut sari khushiya atha kry or sb ki nikha jahiz duahy kabool kry Ameen summa Ameen

Arahan+Hamza
 

ہم نہ بدلیں گے وقت کی رفتار کے ساتھ
جب بھی ملیں گے انداز پُرانا ہوگا
🔥🦅⚜️

Arahan+Hamza
 

assalamualaikum everyone kesy h sb Barish kaha kaha hwi

Arahan+Hamza
 

Kisi ki muskurahaton pe ho nisar
Kisi ka dard mil sake to le udhaar
Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar...
Jeena isi ka naam hai
Maana apni jeb se fakeer hein
Phir bhi yaaron dil ke ham ameer hein
Mitte jo pyaar ke liye woh zindagi
Chale bahaar ke liye woh zindagi
Kisi ko ho na ho hamein to aitbaar...
Jeena isi ka naam hai

Arahan+Hamza
 

bhut kxh badal gya pechly 3 saalo me dmd py itne change or sb he chaly gy jo frnds tha or jo baki tha wo b abb door

Arahan+Hamza
 

ajj apni sari post dekh rha tha or comments b pta laga k kitne frnds tha or sb he ghum ho gy abb akela he ho yaha hazaro me

or is khel me sokun milta hai
A  : or is khel me sokun milta hai - 
Arahan+Hamza
 

assalamualaikum everyone kesy h app sb

Real dp
A  : Real dp - 
Sad Poetry image
A  : true sach or hakikat - 
sb ki life me hota koi 1 aisa
A  : sb ki life me hota koi 1 aisa - 
Arahan+Hamza
 

Do you want to disturb me?

Arahan+Hamza
 

Hi everyone koi janta b hai kia abb mujhe ya sb dost mera yaha sa baag gy

Arahan+Hamza
 

Assalamualaikum kia haal hai app sb k welcome bk b ni karo gy kia wesy koi hai yaha apna abb ya sb gyb

Arahan+Hamza
 

Mere ghar mein ab ek kamra khaali bhi hai
Wahaan se ab hosh hata di gayi hai
Ek saf-e-maatam bichha li gayi hai
Us kamre mein ab bas kitaabein hi baaqi hain
Aqal wahaan se utha li gayi hai
Nuskha-e-Ishq to sabko chaahiye
Nuskha-e-dard bata dijiye
Jo likhein hain khat wo jala dijiye
Mujhe humdardiyan samajh aati nahin hain
Jo tujhpe beeti, tu sab pe ayaan kar
Jo mujhpe beeti wo koi baat hi nahin hai
Judaai mein bhi kuchh wafa ke takaaze
Ke aib pe parde uthaate nahin hain

Arahan+Hamza
 

Nasha hai ab tere hijar mein, jaanam
Sharaab to ab jaise paani ka naam
Tanhaai, tareeki aur tark-e-ta'alluq
Phir wo hi maut aur phir wo hi taabut
Dil ek sholay ki tarah dehakta bhi hai
Dil parinda fajar pe chehekta bhi hai
Behekta bhi hai, ye mehekta bhi hai
Sharaab mein ghole ittar sa hi hai
Tu beparwaah hai, befikar sa bhi hai
Main likhta hu shaayari jiske liye
Wo padhta bhi hai aur mukarta bhi hai

Arahan+Hamza
 

Tu hee aag tu he uspe parti baarish
Mein wo khaali haveli jiski tu akeli waaris
Tu hee chaaon, tu hee dhoop, rangon ke saat roop
Tu jitni khoobsurat uss se kahee'n zyada duur
Mein likhna chor dun jo tere baare
Mein qalam torr dun aur tu siyaahi mein basa reh
Hansa rahey zamaane ko khud se pareshaan
Wo parhti thi kitaabein mein parhta hun insaan

Arahan+Hamza
 

Assalamualaikum Alone along Time :( koi nai abb yaha mera na koi dost na dushman such rha chor he do abb dmd

Arahan+Hamza
 

koi ni apna yaha tanha akela sa hai hum