jo dill ka Aaine main ho wohi ha piyaar ka Qabil.
wrna deewar ka Qabil to hr tasveer hoti ha..♥♥
Chamak suraj ke Nahi Mare kirdaar ki ha
khabar ye Asmaan ke Akhbaar ki hai
Main chaloo to mare sang karwaa chale
Baat Ghoroor ki nhi Aitwaar ki ha 
"Amal sa zindagi ha jannat bhi jahanum bhi
ye khaki apni fitrat Mein Na Noori ha Na Naari ha ♥♥
Dua
Apna liya Mangna Ebadat hai
Aur
Dosro Ka Liya Mangna khidmat hai,
Ebadat sa jannat Milti ha
Aur
Khidmat sa khuda milta ha
♥♥♥
Us insaan pr bharosa kro jo tumhare 3 baten jan sake..!
1):Muskurahat k peacha dhuk
2):Gusse ka peacha piyaar
3):chup rahne ka peacha wja..!♥♥
"Achi zindagi guzarna ke 2 tareeka hain
1):jo pasand ha usay Hasil kr lo,
Ya phir
2):jo Hasil ha usay pasand krlo"...♥♥♥
"jahan Roti mazdoor ke tankhwa se mehangi ho jaye,
Waha do cheeza sasti ho jati hain",
1 Aurat ke izzat
2 Mard ki gherat
♥"Wo log kise ka Nahi hotey jo Dost or Rishtey ko Libas ke tarah badaltey hai"♥
Burayi ko khud mein or Achai ko dosoron mein talash karo.
.
.
.
yahi insan ke sb sa bari Islah hai.♥♥
♥"Dunya bad tareen hoti jaye gi
Bura logo ke burayi ke waja sa nhi,
Achay logo ke khamoshi ke waja sa",♥


"♥Koyi ache sa Girls name bataye" islamic

"Da khpal Arman pa seena prot yMa
Da dasi jwand na da margi rab ra swalona kawom"
"Zra sra mashawra okm ko sa okm
tana che toba okm ko sa okm"
Sanga chll da



submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain