قیدی بھی ہیں اس شان کے آزاد تمہارے
زنجیر کبھی زلف سے بھاری نہیں رکھتے
ہم نے کب مانگا ہے تم سے اپنی وفا ؤں کا صلہ
بس درد دیتے رہا کرو، محبت بڑ ھتی جا ئے گی۔
کتاب تقدیر سے کیا شکوہ اے دل نادان
جب ہر شے نے مٹ جانا ھے تو پھر خواہش کیسی..








ao mil baant k baant lo her khushi ..... han yahi hai ibadat yahi bandagi
Yaad hai tumko woh barsaatein?
Jab milke hum bheege thhe
Kyun andar se aanch utthi
Jab bahar se hum geele thhe
Kaisi thi woh befikri
Guzri phir bhi na guzri
Aisi shaamein mujhe yaad hain
Aisi baatein mujhe yaad hain
Mujhe bhi tere haathon ki narmiyan yaad hai
Woh maasoom pyari si besharmiyan yaad hai
Yaad hai sab mujhe yaad hain
Saari baatein mujhe yaad hain
Yaad hai sab mujhe yaad hai
Saari baatein mujhe yaad hai
>>>>>>
T&J)<<<<<<
Teri meri aankhon ne
Milke jo khwaab bune
Woh bade pyare thhe
Teri meri paaon chale
Milke ke do pairon tale
Taare hi taare thhe
Saari baatein mujhe yaad hai
Woh chand raatein mujhe yaad hai
Teri khushboo aur teri saansein
Katra katra sab bhulayengi
Silvatein jo tumne chhorhi hain
Dheere dheere sab mitayenge>>>.>>>.>>>
(T&J)<<<.<<<.<<<
Abke gaye ghar se jo tere
Phir na laut aunga
Tu bhi mujhe bhool jaana
Main bhi bhool jaunga
Chalte chalte karta salaam aakhiri
Rab se ab to mangun bas dua yahi
Hum phir na milen kabhi
Rishton ke tootne ka dard saha hai maine
Isliye rishton se door bhaagta raha
Dard sehne se better hai
Rishte banao hi nahi
Jo tujhse chhoote
Raste bhi roothe
Manzil hui laapata
Hanste hain jhoothe
Andar se toote
Shiqve sabhi de mita
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain