bagheer Qosoor k Aap k Alfaaz ko Rad kar khamoosh rehna bi .. yi humara ik chopa howa Takkaboor ho ga. is lyi hum apni anaaa((انا)) ko dafan karty hain..
yi mooth ka goont sab ny pena hain. .. jis par aaya osi par aaya.. koi kisi say dard nahi ly sakta.. bas ik Allah sab Alam ka madadgar hain. Allah muj ko islam say baaghi na kary.. warna pir koon hain. jo hum par Raham kary ga.
yi zindagi tho Aysaa hain jysy stop par kara kar Gadi ka intizaar hain.. oor log kHy k .. hum aap k lyi edar soofa meez oor dosri cheezy edar Rak dyty hain.. aap kahoo gy kain main gadi main jany wala hoon..