namehram ny agar thom ko choor diya tho yi math kahy os ko k Allah mery saath hain main thom ko maaf nahi karonga.. thom kon ho na maaf karny wala.. khod Allah say apni maafi mangoo. k Allah ka hukam nahi maana thom ny..
Aqeeda insaan ka Aqal hota hain.. oor ghalat Aqeeda insaan k zehen par bhooj hota hain.. Rasullah saw ki sunnat Hadees o Quran yi bhooj insaan say ootaaar dyta hAin.. jabkeh apni bahaab Dada ki soni sonaayi baatho ki waja say apna yi bhooj otaar nahi dyta..
ye Ajeeb ho ga .. jis ky saath Apni zoban haath ..pawoon wafa nahi karta.. yi wahi loog hain. k aaj jo kahaa, kal os ky ulat .. ((koi oor baath kahy ga)) yi hi bywafayi apni jisam ki..
Allah ka Taqat hur jaga hain.. lyken Allah ka wajood Arsh par hain... oor Donya main Gandagi bi hain.. jaha hum Allah Quran nahi lyjasakty .. wahi jaga Allah kysy ho ga??? jab log Allah ko pehchanyingy. tho pir Ibadath Qabool ho gi..
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain