Damadam.pk
Ashfaqkhan-11's posts | Damadam

Ashfaqkhan-11's posts:

Ashfaqkhan-11
 

gayi howay log wapess nahi aaty..

Ashfaqkhan-11
 

Jab logo Din-e-Islam ky Asal ilam py Qayim na ho,, tho ,haath, harkaak,zuban,jisam,sab ik hi apny jaan say munaafiqat karta hain,,

Islamic Quotes image
A  : Allah Ik zabar10 taqat wala RAB hain - 
Sunnaht-e-Rasul saw
A  : Sunnaht-e-Rasul saw - 
Nyki chahy zara barabar ho
A  : Nyki chahy zara barabar ho - 
Islamic Quotes image
A  : Musriq ki saza - 
Ashfaqkhan-11
 

jab Asahabah karm ko jannat ki basharat howi tho Allah ki khoof say oor bi ziyada Rony lagy..yi behtareen Ilam k motabiq Emaan ki mazbooti ti..

Ashfaqkhan-11
 

wah. aap ky jazbaath say kyyl....es ka Asaan ilaaj. thom jazbaath khatam karoo,os ka kyyl khatam.

Ashfaqkhan-11
 

kindly..aysee post na kary jis ki Gunnah aap ky marny k baad bi jaariii rahain...insaan ka koch pata nahi chalta..

Ashfaqkhan-11
 

Ibrahim As ko jab Aag main penkah gaya. tho ik parinday( Bird) 🐦 bar bar aata or wo chonch say paani paynk rahi ti, kisi ny kahaa k yi is paani ay nahi pojti, parisay ny kaha k main Akheerat main Allah ko yi kahonga k ya Allah meri himmat itnaa ta.

Ashfaqkhan-11
 

Ya Allah meri Emaan Salamat rakky .. Ya Allah meri Emaan or ziyada kary. Islam par Rakky. mery lyi Ameen dil say kahain..

Ashfaqkhan-11
 
Ashfaqkhan-11
 

Gunah intnay aam howi k gunnah samajni hi khatam howi..

Ashfaqkhan-11
 

اور 19: باتیں غور سے دیکھیں
#1/ جہنم میں گرایا گیا پتھر 70 سال بعد جہنم کی تہہ میں پہنچتا ہے- (مسلم)
#2/ جہنم کے ایک احاطہ کی دو دیواروں کے درمیان 40 سال کی مسافت کا فاصلہ ہے- (ابو یعلی)
#3/ جہنم کو میدان حشر میں لانے کے لے 4 ارب 90 کروڑ فرشتے مقرر ہوں گے-(مسلم)
#4/ جہنم کا سب سے ہلکا عذاب آگ کے دو جوتے پہننے کا ہوگا جس سے جہنمی کا دماغ کھولنے لگے گا- (مسلم)

Digital Art image
A  : byshak jahannam ki aag bhot sakht hain.. - 
Ashfaqkhan-11
 

agar insaan apny aap ko bhool jaayi tho, haath,pawon,harkaath sab kooh jaty hain,,

Allah ka farman,,
A  : Allah ka farman,, - 
shukar ada kary agar aap ki sehat achchi hain.. or aap par dunyan main asaani ho..
A  : shukar ada kary agar aap ki sehat achchi hain.. or aap par dunyan main - 
insaan par Aqeeda ka bara Asar hota hain...
A  : insaan par Aqeeda ka bara Asar hota hain... - 
Ashfaqkhan-11
 

baaZ log aysy hain jo apny Alfaaz k khelaaf hain. yi wahi loog .. jo apny aap ko bhool jaty hain. oor es kay haath zubaan o harkaat es say wafa nahi kata..