jo log Allah k din islam par ki mazaq uraaty hain, jo log jannat ka mazaq uraty uain,jo log Akherat k din ka maaz uraty hain, os k lyi Allah ki Taraf say sakht sazaa hoga..
Taqleed ki koi Daleel nahi hoti...
2 qisam ki dawat chal Rahii hain,
1,, ik Rahman ki Dawat......
2 .Shetaan ki Dawat....
humy koi zaroorat nahi k hum Allah k Kay Qanoon k khelaaf ho kar kisi ko khushi day..
jis tarah insaano ki language hoty hain, English,urdu, pashto,wagheera,
es Tarah sheytaano ki bi ik language hoti hain,jis ka naam music hain,
islam ki har ik baath dilon k lyi Azmayish hain,chayi wo meri taraf say ho ya kisi Alim ka mery taraf ho,
hur lamha insaan k lyi hujjat hain,chahy barshi ho, awaaz ho, waqt ho, waqt bi yaad sihaani karta hain,insaan ko,
Allah Rasullah SAW ki ummat ko jannat ata farmaayi.. aameen.
Allah behtar janta hain..
yi baaz log Ajeeb hotay hain , byAqlee ka wazan os kay sar par hota hain, oor islam os say wazan kam karna chahta hain,oor wo kehtay hain nahi oor ,, nahi humary sar par oor bi wazan daalty rahoo..
Gunah k pechy wahi log jaty jo gunah ko gunah nahi samajta..
momin k lyi Allah ny Tasalli k Alfaaz bi nazil ki hain, jo islami ilam main mujood hain, gumraah log es say bykhabar hain,,
Hazrat umar RA farmaty ty ,k hum ny koofar deeka hain, Es liyi Emaan hum ko ziyada Azeez hain,,
insaamn par waqt ka kam kona hi Azab ki ik Qisam hain..
Allah o Akbar
waqt kisi ka intizaar nahi karta..
Allah hum ko hisaab say bachaayi.Ameen
Donyaan imtihaan ka mydaan hain,,
jab dunya ky gham o Taqleef o pareeshaani ao Apnoo kaa Donya say jaany ki Yaad jab jannat k haseen huwaaawoon main yaad Aayi gi tho jannat ki khushiyon ki intihaaan nahi ho gi.
wo muslim hain jo Eman par kamil or ow ki waja say Dosroo ki izzatain mehfooz ho..
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain