Damadam.pk
Ashfaqkhan-11's posts | Damadam

Ashfaqkhan-11's posts:

Ashfaqkhan-11
 

Allah o Akbar ..

Ashfaqkhan-11
 

Hazaroo saaloo say wo gayi howy log jab uttaty hain,tho deek kar bi wo khushi ki intihaa ho gi..

Ashfaqkhan-11
 

apni Bury kamoo ko dyykek kar apni Achchayi kaamo ko Na choorna.Q k Achchy kaamo ki waja say Allah aap ko bory kaamo say Rookny ki Thufeek dy ga.

Ashfaqkhan-11
 

Allah o Akbar

Ashfaqkhan-11
 

dosroo k waznee oor intihaayi AchAchy Amaal ko deek kar apni choti si choti nyyke ko Haqeer na samajna. kiya pata aap ki choti nyyki os ky Achchy say Achchy Amaal say ziyaada ho..

Ashfaqkhan-11
 

agar zindagi Islam par Qayim ho tho insaan ko Asaani khushi or Rahat mely ga. warna Yi jahil Ulama,or jooty Aalim aap say yi bi cheeen lyga..

Ashfaqkhan-11
 

Rab ki Taqat bohot waseeeh hain..

Ashfaqkhan-11
 

Allah o Akbar

Ashfaqkhan-11
 
Ashfaqkhan-11
 

Dunyan main Allah nay humari Pareshani k leyi Tasalli k Alfaz nazil ki hain.. yi humary lyi kaafi.Allah intihaayi nihayat bohot ziyada mehroban Raham karny wala hain..byshak

Ashfaqkhan-11
 

islam main Asaani hain, jis bandy ko jitna ilam ho otna os par Zindagi Asaan ho gi.

Ashfaqkhan-11
 

sabar ik karwi dawa hain. jis ko peny say Allah dil ko ik zabar10 skoon dyta hain.

Ashfaqkhan-11
 

chaahai Alfaz ho, ya picture ho oor aysi cheezy jis sy byhayayi promote hoti ho..yi apny hi any waly nasal ko zehr ka injection hain..

Ashfaqkhan-11
 

yi Azab hi es Byhaya logo ki waja say aati,jis ki picture byHaya hain ,wahi es ka mujrim hain..

Ashfaqkhan-11
 

jo log dunya say gayi, bar bar osky Alfaz na sonny par wo loog Bohot dooor Hattta k Os ky Alfaz bi fanaah ho jaty hain..

Eid mubarak
A  : Eid Mubarak - 
Ashfaqkhan-11
 

zid main Aany ki zaroort nahi agar Samny banda haq par hain. tho aap ka haarna os ka Haq hain.

Ashfaqkhan-11
 

agar koi kahay k wo meri izzat nahi kartA.
es Tarah Fighon bi kehta k yi mojy sijda nahi karta..
halakeh Fighon ko sijdy say koi matlab nahi ta.lyken yi kehta k jo log mujy sajda nahi kara wo meri izzat nahi karta.
bila zaroort dosroo say izzat Talab karna hi ik sajdy ka Talab karna hain.

Ashfaqkhan-11
 

Donya main zida logo say Mary howay log ziyada hain,
kitny loog Qayamat k intizaar main pary howy hain,,

Ashfaqkhan-11
 

ibadath Allah kay lyi , chahy zindagi asaan ho ya mushkil, yi nahi k zindagi mushkil ho tho Allah ki Ibadath na kary. duwayi Qabool na ho tho Allah ki Ibadath na kary.balky Allah ki ibadath hur haal main hona chahiyi..