bas baz log na tho Quraan ki baath karty hain or na hadees oor na Asehabah karam ki bath karty hain oor kihta hain k, ik baby nay kaha. ik banda ta. ik naamaloom ta. os nay Raaz kool diyi.. ye baba bara poncha howa hain. baby sari zindagi nahaty nahi. oor poncha howa hota hain.. Yaad rakky aysee baathy jo weheem o gumman par ho wo islam nahi hota..