Yeh saneha bhi muhabbat mein bar,ha guzra
K usne haal bhi pucha to ankh bhar ae
Kuch aesi bhi guzri hen tere hijar mein raten
Dill dard se khali ho magar neend na aye
Bulaoon ga na miloon ga na khat likhoon ga tujhe
Teri khushi k liye khud ko yeh saza doon ga
Q na ro,oon teri judai par
Din guzare hen tere pass bhot
Teri majbooriyan darust magar
Tune wada kiya tha yaad to kar
Shor barpa hay khana e dill mein
Koi deewar c giri hay abhi
Chehkte bolte shehron ko kiya hua Atish
K din ko bhi mere ghar mein wohi udaasi hay
Kahin mila to kisi din mana he len gey use
Wo zodo ranj sahi phir bhi yaar apna hay
Kal jinhen zindagi the raas bhot
Aaj unhen dekha hay udaas bhot
Atish hum ko raat mila tha tanha or udaas
Wohi purani baten us ke wohi purana rog
Nasir Gham e hayat se koi nahi bacha
Har ankh ashk ashk hay har dil jala hua
Hy friends,where are you?

Kiya koi mujhse English mein chat karna pasand kre ga/ge
Karachi ke sadak par goliyan chal rahi hen
Translate into English
Mein 2 ghante se Lahore ka safar kar raha hoon
Translate into English
