Yaha kitnay behoda log hai Toba main siraf behoda logo ki bat kr rahi mujhe pata hai sab ak jesay nhee hothe
Ye jo post py aathe hai k bat karo. Frnd hai hum wa Allah zehar laghthe hai
Royal
Ye jo 1on1 log bejhthe dil krtha hai ak tappar zor ka lagaye kashhh laga sakhthe
Ak becharay ko tang kar diya khud he bagh gaya😂🤣😅
Shukar hai saray mehfils delete kr diye I don't like mehfils
all eid mubarak buhut buhut
Jhoot boly kawwa kate lekin kattha nhe hai
Aj buhut zyada garmi hai
Qasam hai tumhain agar tum mujh say rotain,rahain saans jab tak ye bandan na totain,tumhain dil kiya ye wada kiya hai,sanam main tumharai rahogi sada ,,,,i love this song
Main kitni dino bad ayi ho kisi ny wel c he nhe kiya


Log kehthe hai k beti bojh hai bs bojh hai main ye kehtha ho k teri he ghalat soch hai tujh ko dozakh say bachayegi teri ye betia mufsila mustab shela
Jo muflis hai un ko daulat ata kar jo beemar hai un ko sehat ata kar marizo ki khatir shifa manghta ho ilahi main tujh say dua manghtha ho
Dard ka darman hai hum dard hai ramazan momin ku pareshan hai hum dard hai ramazan iftaro sahar k khudi Asbab baneghe Allah he mehruban hai hum dard hai ramazan
Suna hai mushkilo main sath koi b nhe chaltha zamana chor jaye to madeena yaad kar laina

Jab banda mukhlis ho to izza mera rab detha hai

submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain