Dil Ko Aata Hai Jab Bhi Khyal Unka, Tasvir Se Puchte Hain Fir Haal Unka, Wo Kabhi Humse Pucha Karte The Judai Kya Hai, Aaj Samajh Aaya Hai Hume Sawal Unka.
Me pagal ho tere ashiq me tabi to log muJhe Pagal FouJi bulate hai 😂😂
Khuda kisi ko kisi pey fidaa na kare, Kare to qayamat tak judaa na kare. Ye maana ki koi marta nahi judaai mein, Lekin jee bhi to nahi paata tanhaai mein!