When I m Dead, Ur Tears May Flow, But I Wont Know, Cry 4 Me Now, Instead.. When I m Dead, U ll Send Flowers, But I Wont See, Send them Now, Instead.. When I M Dead, U ll Say Words Of Praise,But I Wont Hear, Praise Me Now, Instead.. When I M Dead, U ll 4get My Faults, But I Wont Know, 4get them Now, INSTEAD…!
Sun liya hum ne faisla tera
Aur sun ker udaas ho baithey
Zehan chup chaap ankh khaali
Jaisey hum kianaat kho baithey
Bharosa Mat Karna Is Duniya Ke Logon Pe
Mujhe Tabah Karne Wala Mera Bahot Azeez Tha..!!!
Tum to chand ho jisko sab log yaad krty hain,
Hmari Qismat to sitaron jesi hai.
Yaad to door ki baat hai,
Log apni DUA k liye hmary Tootny ka intzar krty hai….
"Wo aaye meri Qabar per mere Raqeeb k sath GALIB,
kon kahta he ke musalmanon ko jalaya nahin jata..!!"
Hansi ko inbox,
Ansu ko outbox,
Ghussay ko hold,
Muskan ko sent,
Help ko OK karo,
Dil ko karo vibrat,
phir dekho zindagi ki ringtone
kitni pyari mehsos ho gi,
mat khol mere makan k udas darwazy
hawa ka shor meri uljhanen barha dy ga
main khob waqif hon apny yar ki fitrat se
wo jab dy ga dard to rula dy ga
Ik Khuwab hai, Is Khuwab ko Khona bhi nahi hai,
Tabeer k Dhagon me Pirona bhi nahi hai,
Lipta huwa hai Dil se Kisi Raaz ki Tarha,,
Wo Shakhs Jis ko Mera Hona bhi nahi Hai..!
yeh mat sochna k gafil ho gaey hain tere yaad se
bas tumhy masroof samaj kar tum sey bat nahi kerty
"Hum kahan jainge drd-e-dil ki dawa k liye
Khud se juda na kro humain khuda k liye
Ajeb us ka jumla tha QAIS juda hote wqt
Koi 0r dhond lo wafa k liye."
yeh duniya hai yahan pey yeh tamasha ho b sakta hai
abhi tu gham humara hai tumhara ho b sakta hai
Na ye samjo k tum hi akhri uski mohabbat ho
mohabbat juram hai usey dobarra b ho sakta hai
tera milna
bichar jana
bichar k pher mil jana
humesha ki judai ka ishara ho b sakta hai
Tum apny ap ko hrgiz koi ilzam mat dena ye soda hai mohabbat ka khasara ho b sakta haiii
"Ek janaza or ek baarat takra gaye..
unko dekhne wale b chakra gaye..
uper se awaz aai ,,”ye kaisi vidai hai..
mehbo0b ki doli dekhne yar ki mayyat aai hai."
Chalne ka hausla nahin rukna muhaal kar diya
Ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diya.
Ai meri gul-zamin tujhe chah thi ek kitab ki
Ahl-e-kitab ne magar kya tera haal kar diya.
Milte hue dilon ke bich aur tha faisla koi
Us ne magar bichhaDte waqt aur sawal kar diya.
Ab ke hawa ke sath hai daman-e-yar muntazir
Banu-e-shab ke hath mein rakhna sambhaal kar diya.
Mumkina faislon mein ek hijr ka faisla bhi tha
Hum ne to ek baat ki us ne kamal kar diya.
سانُو عِلم اے
اے دُنیا فِلم اے
حالات نے ہمیں ایسا سبق سکھایا
ہم شاگرد بننے کی عمر میں ہی استاد بن گئے
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain