Damadam.pk
Chaudhary-Ahsan's posts | Damadam

Chaudhary-Ahsan's posts:

Chaudhary-Ahsan
 

Mere mushaidey k mutabik larkiya b yehi chaati hai k 2 ya 6 months love shove kia phir break-up next step phir new ka wait ...

Chaudhary-Ahsan
 

Alfaz ka wazan nahi hota lekin in me taqat bht hoti hai kisi b insan ko badal b dyete hai or chiiirr b dyete hai

Chaudhary-Ahsan
 

Jb koi larki mujye kheeti hai k maine peli bar kisi boy se itani baatain ki hai to mujye hasi aaa jati hai yeh sun kar

Chaudhary-Ahsan
 

Kuch bare bewafa larkio k nam mujye aj b yd hai (Noor,izzah,maheen,maaha,zara,anmol,sehrish) is ka matlb hai sb larkiya aik jesi bewafa hoti hai

Chaudhary-Ahsan
 

Insan k alfaz kabhi kabhi insan ko andar se kha jatey hai

Chaudhary-Ahsan
 

Awara ashiq (bewafa hoti hai sb larkiya)

Chaudhary-Ahsan
 

Methas lehja har kisi insan k andar nahi hota

Chaudhary-Ahsan
 

Dil sochta nahi hai lekin barbad zaruur karta hai

Chaudhary-Ahsan
 

Muhabbt jb b karo to apne 2 dil rakh lo q k dunia me koi b chez humesha sth nahi rehti jb wo choor k chala jaye to aik dil to hoga na zindagi jeene k liye

Chaudhary-Ahsan
 

Dunia me humesha k liye koi nahi hota

Chaudhary-Ahsan
 

Piyar jb gusse me badal jaye to badala lene me insan utar ata hai

Chaudhary-Ahsan
 

Zidi gusse wala piyar bht karne wala insan kabhi jhuuuuta nahi hoTa

Chaudhary-Ahsan
 

Naseeb insan khud banata hai mukadar Allah banata hai

Chaudhary-Ahsan
 

hate u

Chaudhary-Ahsan
 

Log muj se khud lartey hai ab ma kia karu

Chaudhary-Ahsan
 

Net rhi kharab hai aj to

Chaudhary-Ahsan
 

badal ki awaz kis kis ko ayi hai

Chaudhary-Ahsan
 

good evening

Chaudhary-Ahsan
 

mahrush tusi teh bewafa nikale ho

Chaudhary-Ahsan
 

Who wants to learn English? English kis kis ne seekhni hai wo b free me