Mein Q dua kru ka kisi ko meri
Umar lag jaya Kia pta wahi mera
Akhri din ho or us ki waat lag jaya
Allah unko azmata ha ...
Jinko apna kareeb laana chahta ho..
Duniya ma sab sa zayda wafadar bijli ha jisa pakar la phir chorti nahi ππ
Khair saanu kiππ
Life ki itni waat lagi pari ha ka pass sa kuta bhe bhonk kr chala jaya to lagta ha ka koi mashwara ya nisihat kar ka gaya haπππ
Islam itna khubsurat deen ha ka
Muskrana pr bhe sawab milta ha
SubhanAllah π₯°π₯°
Bhrosa sirf Rab ki zaat pr kro
Logo ka kia ha Ya jor jata hain
Ya Tor jata hain
Apna dard ko apna Rab sa baant lia kro ...Phir dard jana ...dawa jana.. Or Khuda janaπ₯°π₯°
ilm hasil kro badshah ya ameer hua to or uncha ho jao ga aam admi hua to zinda rah sakoo gaπ₯°π₯°


Hazrat Ali
Na farmaya ka jo tuma fazool..
Or na jayaz kaamo sa roka to...
Samaj lana ka wo tumsa ..
Muhabbat krta ha ....
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain