Na Hoi Gar Mere Marne Se Tasali Na Sahi
Imtihan Aur Bhi Baqi Ho Tu Ye Bhi Na Sahi
Bta Zara Konsi Bahar Le Ke Aya Hai January
Tum Tu Kehte Thay K Bohat Veeran Hai December
Ab Ki Bar Jab Main Aya Chor Kar
Wo Roty Rahy Koi Or Bhana Kar K
Ham Hai Sokhe Hoye Talab Pe Bethay Hoye Hans
Jo Taluq Nibahte Hoye Mar Jaate Hain
Mere Rone Ka Jis Mein Qissa Hai
Umar Ka Behtreen Hissa Hai
Mere Ham-Sukhn Ka Ye Hukam Tha Ke Kalam Us Se Mein Kam Karon
Mere Hont Aese Silay Ke Phir Meri Chup Ne Us Ko Rula Diya
Dono Hi Jaante Hain Aur Dono Ko Pata Hai Lekin
Aik Kehny Se Garaizaan Or Aik Ko Izhaar Se Dar Lagta Hai
Sab Diye Ham Ne Khud Bhuja Daale
Ab Hawayon Se Dar nAhi Lagta
Toot Sa Gaya Hai Meri Chahaton Ka Wajood
Ab Koi Acha Lagay Tu Izhaar Nahi Karte
Aadhay To Hain Dushman Tere, Aur Aadhay Mere Raqeeb Hain
Kuch Hosla Dey Waqat Mujhy Keh Samjhny Ko Ye Qissa Ajeeb Hai
For a night of separation
To be so bright
Is it for real
Or some deceit of sight?
Night descends and passes by
Oh, dawn! When will you arrive?
These profound winds
These nights forlorn
Should I look for you?
Should I be alone?
Sabub Judai Ka Kuch To Batao Mujhay Phir Chahay Dil-O-Jaan Say Satao Mujhay Chalo Ye Mana K Fursat Nahe Tumhay Magar Ye Lazim To Nahe K Bhool He Jao Mujhay
Hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya
Na Koi Daikh Le Tuj Ko Meri Aankhon Ke Raste Se Teri Masoom Si Sorat Chupaye Dil Mai Bethi Honπ€ππβ€οΈ
Mujhe dard-e-ishq ka maza maloom hyDard-e-dil ki inteha maloom hy Zindgi bhar muskurane ki dua na do yaro Mujhe pal bhar muskurane ki saza maloom hy
ππππ
Jab woh the..! Talaash-e-zindagi bhi thi !!Ab to maut ke thikaane dhoondte hai !!
mil k bicharna dastoor he zindagi ka
ek yehi qissa mashoor he zindagi ka
beeta pal kabhi lot kar wapis nahi aata
yehi sabse bara qasoor hai zindgi ka
Jin k janaay sy jaati the jaan
Ham ny un ko bhe jaaty hoa daikhaa hππ’
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain