Abhi dil tuta hai
Itna Chila rhi ho
Sanam Jb humari trhaa
Etbaar Yaqeen or hosla
tuty ga to phr kya
kro gy ππ
Shabab bnky tum
tuty thy na humpy
Ab Hum Azab bnky
tumpy tutein gyin
Sanam π«
Mohabat kamzor dilon
ka kaam nhi hai
Ruuh kamap jaati hai
jb juda yar hota hai
SANAM π
Bewafa yun tera
Muskurana bhul
jaane ky qaabil
nahi Mein ny jo
Zakhum khya hai
dil py woh dekhany
ky qaabil nahi hai
Sanamππ