Qaabl e ghor bt!!
Yahan koi apne dukh se itna dukhi nhi.
Jitna dusre ke sukh se dukhi hai------π
Jo mujhe samajh na saka usey haq hai bura kehne kaπ
Qk Jo mujhe Jan leta hai wo mujh par jaan deta haiπ
Kisi ki zarurat apke hath ya bt se Puri hojaye to isko mayoos na Karen!
Rishton me adakari nhi bulke
Wafadari Wala moamla rakhen..
Kuch taarikhen,kuch din, kuch lamhe,
Humesha yad rehte Hainπ
Mard ko har is ourat se mohbbt hojati hai jo iske saamne hoπ
Pappu: (Malang baba ji se) meri biwi bhot Tang karti hai.
Koi ilaaj hi bta den
Baba:beta agr biwi ka koi ilaaj hota.
To aj baba Malang na hota
ππ
Humesha log kehte Hain ke Sara jug bewafa haiππ
Ye jug hi kyu bewafa hai glass kyu nhi hotaππ
Mujhe tumhare bagher saans nhi atiπ
I love you Meri naakππ
Mujhse kisi ko koi shikayat hai?
To mujhe btane ki zarurat nhi----------
Bardasht karoπ
Chaand π jesa shohar laongi
Or din me usey taaryπ π
Dikhaongiππ
Suno!mein pagal hunππ
Aur Mera pagal pan tum hoππ₯(j)π
Mohabbat!
Arey nhi----------π
Tum to kainaat ho meriππ(j)
Pain
Fake smile on the outside.
Real pain on the inside.!!
Zindagi bohot muskhtasir hai
Jb samajh aney lagti hai to
Duniya me rehne ka waqt bohot kam reh jata hai.
Ye Jo tumhare nafs hai tum agr isey khair me masroof nhi karlety to ye tumhe shur me masroof karlega
(Imam Shaafi Rehmatullah Alyhi)
Aye insan tmhari Khubsurti ,tmhara jamaal, tmhara husn, jawani ka nasha,dolat ka ghamand, tmhari qaabilyat ke charchy,tmhare hunar sb ek din khatam hone wale hain.. Kya tum ne nhi suna?
(Kulloo nafsin zayiqat ul moat)
Apni ghalati ka aitraf karlena ek behtreen khususiyat hai is se nafs me ajzi parwan charti hai or takabur kamzor hota hai_
Accepting your own mistake
Is a very good idea of self-determination,it effects self-control & weaknessπ―
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain