Hum jal Gaye muhabbat ma moom ki tarhan
Sahib❤️
Ager phir b hum bewafa Hain to Teri wafa ko Salam
Abhi b waqat hai wapis lot aao yaqeen mano
Sahib❤️
Bin Tere jeena seekh liya to bohat pachtao Gaye😔
Jukhty hamesha wo Hain Jinhe reshto ki qadar ho😔😔
Bohat matlabi log Hain yahan k pehly aadat banaty hain
Phir qareeb aty hain or phir jab pyaar ho Jaye
To choor k chaly jaty Hain bohat Matlab hain log
Ijazaat ho to ik baat kahun?
Ager khel chuky ho to ab Dil wapis Kar do.....
Suno!
Kisi ko kho kar b chahna
Har kisi k bass ki baat nahin
Ik maan hota hai Jo har kisi per nahi hota
Kisi khass per hi hota hai lken
Ager wo maan toot Jaye to Phir usy joorna mushkil hota hai...
Tum Meri tarf dekhna chooro to tumhy btaun😔
K har shaqs tumhari hi tarf dekh RHA hai👀
Roz dhoond leta hai mujhe ik naye bahany se😔😔
Yeh dard to wafiq ho Gaya hai mere har thikany se🥺🥺
Tum Mera or ma tumhara sakoon ho
Tum Kahan ho k ma be sakoon hun💔💔💔💔💔
Jo insan dosaron ko izat deta hai asal ma wo khud izatdar hota hai🤗🤗
Q k aik insan dosaron ko wohi kuch deta hai Jo us k pass ho Phir wo izat ho ya Khushi❤️❤️
Hum apni misaal AP Hain sahib❤️
Kisi or k jese banany ka tasawar nahi karty🙂
Apna acha waqat un ko do
Jo bury waqat ma tumhary sath Raha ho🙂
Wo jaty howy keh Gaya k ab hum sirf khawabon ma hi milyen Gaye🥺🥺
Usy kaho k wada to Kary hum hamesha k ley hi so jayen Gaye 😔😔
Ager wo yaad nahi karty to tum hi yaad Kar liya Karo
Sahib❤️
Reshty nibahny ma muqabala kesa?????????????????
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain