Damadam.pk
DiyaJani.'s posts | Damadam

DiyaJani.'s posts:

DiyaJani.
 

Tu Jo Kahy Dunia Bhula Du Main Tujh Ko Hi Apni Dunia Bana Du Main...

Khushboo Bikhre Phool Se Bas Itna Sa Khwaab Hai...!
D  : Khushboo Bikhre Phool Se Bas Itna Sa Khwaab Hai...! - 
DiyaJani.
 

Meri Zindgi Ki Kitaab Me Har Khwab Tumhara Tha,
Kahaani To Meri Thi Par Kalaam Tumhara Tha,
Meri Zndgi Ke Afsaane Me Loog To Bahut Thay,
Par Mujhy Jiski Chahat Thi Wo Naam Tumhara Tha...!!

DiyaJani.
 

Dam Toor Jaati Hain Har Shikayat Labon Pe Aaa Kar Jab Masoomiyat Se Wo Khta Hai..! _ Maine Kya Kiya Hai___?

DiyaJani.
 

Tu Ek Bar Bhi Hamse Mila Nahi Wrna,,,, Hum Tery Dil Ko Bhi Tery Khilaf Kar Dety....!!

DiyaJani.
 

Sab Ko Kashmir Chahiye Tha Na___?
Lo Ab Pori Dunia Hi Kashmir Ban Gayi___!!!