Maine kisi ko nai chorha magar unka hath nai pakra jo jana chahte the
Kbhi kabhi hum un logo ko kho dety hain jin se hum mohabat krte hain
Husn kuch der ka tamasha hai .wafa sari umar ka qissa hai
Mohbbt mai ye khof ku rehta hai hai .kahin mre siwa koii aziz to nahe usy.
Good night
Farz karo mai kho jaoon .yakeen dilao dhundo ge?
Khushi lafzo se be nazar ati hai
Ak lafaz yad reh gaya mje
Ya ALLAH pak mai ne apne sub mamlat mushkilen sakhteyan pareshaniyn tere hawale ki hain tu mere mamalat mai asaniyan peda farma or mje sbr or shukar karne wali bna de aameen.
Zaruri nahe har rishta mustakil ho bus yadgar hona chaiye.
Main apne app mai qaid hon mujhe khud se rehai chahiye..
Yahn mukafate amal lazim hai jo kia wo bhukatna be pare ga.
Mat puch sabar ki inteha kahan tak hai..tu sitam karle teri taqat jahan tak hai..
Sabar mai shikwa nahe hota sirf khamoshi hoti hai or khamoshi ka shor sirf ALLAH he sunta hai.
usko aata nahe lehjy ko samjhna shayad.mai kahun thek hon to thek samjh leta hai.
juma mubarak
dunia to sirf haal chaal puchti hai.fikar to sirf maan baap kia karte hain.
bohat baten dil mai daba kar khamosh rehna pasnd hai mujhe
sochti hon khud se milun ak din..phir sochti hon kia kahun gi mai kahan the itne din..
Har muskurata chara khush nahe hota.
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain