kahani Muhabat ki hai Mukhtasir...
Gaya Dil sy wo phir na aya Idhar...πππ
Sakoon Darkaar hai lakin Sakoon hasil nahi hota....
Zara jo Dil ko tehra day wo Dard-e-Dil nahi hota...π―β
na chairoo hamain hum sataye huay hain...π€π€ππ
hamaray finals sar p ayay huay hain...π±ππ±π
hamain zinda rehnay do,Ay husan walooon
yaro dua kro physics mai puray aien meray azab ha ye qasmai ππ
kis kis ko buri lagti ha physics...sach sach btana
zaida efficiency nai marni bacha log damadam p saray he like fike nuray hain hahhhahahππππππ
guys plz meray liay dua kro aj mera board ka paper ha aik minute lagay ga plz dil sy dua krna..ππππ
hi guysπππ
jo bay panah chahtay thay...
ππ
aaj humsy pnah chahtay hain...ππ
dafan hain mujh mai ktni ronaqain mat pucho...πππ
ujar ujar kr basta rha jo wo shehar hun mai...π’π’π’
Aaj wo baat likhain jo ap nay zamanay sy seekhi
baarishon mai qabarustan ka chakar lgaya kro..wahan wo dafan hain jo kabhi badalon mai bijli dekh kr apko apnay seenay sy lgaya krtay thay...ππππππ―π―π―π―
bht rulaya hai in logon ny pyar ki khatir...ππ
Ay mout!
Agr tum sath do to subko rulanay ka irada hai mera...
ππ’
kisi achay insan k achay hi rehnay par itni tareef or qadar ni hoti...πππ
jtni kisi buray insan k badal kr acha ban janay ph hoti ha qadar bhee zaidaaaa or tareef bheee...πππ
wja pta ha to btao...π€
zindagi sy kya chahtay hain ap log?π€
is question ka answer seriously dena hai.. jokes r not allowed,otherwise answer na hi dainππ
Zehar ka zaiqa nahi hota..ππ
Zehar ki dastaan hoti ha..ππ
Har shaks faraib nahi deta...ππ
Mgr aitabar zaib nahi deta...
π’ππ―
Tujh sy to sitam-gar teray armaan hi achay...π’π’
Tu ja k na aya kabhi,yeh umar bhar ayay...ππ
Tum zinda hamain chor kr jao na yun tanha...ππ
Murday ko bhee insan k tanha nhi rakhtay...ππ
Chota sa ik mizar k andar mizar ho...π―π―
Ay kaash! arzu bhee nikal jae dam k sath...ππ
aj ghabra kr wo bolay jab sunay nalay meray...
jan k peechay paray hain chahnay walay meray...
read it deeply..π―
submitted by
uploaded by
profile:
Sorry! Ap apne item ya profile ko report nahi kar saktey, na hi apne ap ko block kar saktey hain